Skip to main content

Posts

शब्द का मोल

Recent posts

Raat baki

Karvatein badalte rahe raat bhar, ki subah ho aur koi kch kaam de,  Khud se khali baithe khyalalon ko koi gulami ki janjeeroon mein bandh de..  Subah hui fir wai masla mai utha fir log v jage,  Fir chaha jldi sham ho, ye kaam ka paigam dekar,  Thodi suste jaam ho, ahle sham so gya main kisi ki baat se rooth kar, par iss neend ne bhi na jane kya dushmani nibhai jaan boojh kar... Kambakht jisse mitane soya tha main, wo aansu sapno mein v beh gaye foot kar..  Nind khuli to phone baja, ya phone baja to nind khuli, jo v hua par saza humein hi mili..  Chand logon se baat ki, fir khalipan se milakar apne aks se mulakaat ki..  Wo kmbakht fir keh raha phone ki screen to dekho, bhor ab kb hoyegi,  Room mein batti jali h, raat aur kitni padi h..  Thda sa curtain uthao, bhor ka deedar krwao..  Aur jb tm jagate ho, yun na sirf tm man thakao, thda sa to tan v thakao, ki mjhe wo nind dein..  Warna tere thake man ko behlao ki is jaal se nikalne ki ummeed deiin..  Haa mai nahin hoon uss puz

SABAR

तुझसे इज़हार न कर पाने का सबब ऐसा हुआ, तेरी हर एक आवाज़-ओ -अंदाज़ से तलब बढ़ती गयी।  तुम्हारे दो शब्दों के उत्तर को , हमने रात दो बजे तक न जाने कित्ते कहानियों में पिरोया, और अंत में इत्ता न सोंचने का वादा ले फिर सपनों में सोया , इस कहानी में तुम्हारा उत्तर भी मैंने खुद ही देके संजोया।  तेरे इश्क़ के इश्तिहार का मेरे दोस्तों में सबब कुछ ऐसा हुआ,   Tjhse ijhar na kar paane ka sabab aisa hua,  Teri har ek awaz o andaz se, talab badhti gayi...  Tmhare do shabdon k uttar ko humne raat do bje tak na jane kitte kahaniyon mein piroya,  Aur ant mein itta na sonchne ka vada le fir sapnon mein soya,  Iss kahani mein tmhara uttar v maine khd hi deke sanjoya.  Tere ishq k ishtehar ka mere doston mein sabab aisa hua,  Unki har ek teasing comment se, talab badhti gayi...  Talab to badhti ja rahi, par kmbkht himmat kidhr munh chipa rahi..  Har kar ek baar, soncha jimmedaariyon se dil laga lun, teri talab se picha chhuda lun..  Par kambakh har ek negation, talab aur bdhta gya.  Bhool gya tha physics ka sim